Mummy

 Hi meri maa ki struggle mai yaha sanja karna chahti hu. Meri mummy ne apne aap ke sath apne ghar or bacho ko bahot pyar se sambhala hai. Mene apni mummy ko ham tino bhai behno ko bahot pyar or unhe siksha dete hue dekha hai. U know jab ham chote the na tab hamare ghar mai light nahi thi. Hamari family ne diya vale gharme salo gujare hai or tab hamare paas gesh bhi nahi thi to khana mummy praymash or kabhi chule per banati thi. Kabhi kabhi hamare ghar mai khane ko bhi nahi tha to us samay ham bina khaye so jate the. Mere mummy papa ne apni life mai bahot struggle ki hai. Unki jitni tarif ki jaye utani kam hai. Ek parents hona bahot hi jimedari ka kam hai. Vo baat bakhubi samaj hai. Apne bacho ko sare logo ke bich ek sahas bhara or majboot banana kitna bada kam hai. Kabhi bhi bacho ki bhavana ruined na hue unhone bahot hi khayal rakha hai. Meri maa ki sari baate yaad hai. Ek ek nivala unake khilana hame pyar karana, hamare liye kuchh achha khana banana, bachhe ko school ke liye taiyar karna sab kuch.

Comments

Popular posts from this blog

My own home

Gem

Dream 2025