Woman

 hamre parents middle claas nad vo ladkiyo ko bahar bhejane se dar rahe hai, or unke ladkiya bahar jana chahti hai duniya ko dekhna or independent jeena chahati hai to kya kare or unke gharme ladkiya esi resposibilities mai ji rahi hai ki ghar ka kam kare bas per ladkia nahi chahti ke vo khali ghar mai rahe, to hame bahar jane se kyu dar lag raha hai kya hamare aaspas ka mahol esha hai is liye, or yadi hamre aas pas ke log ladkiyo ko support nahi karenge to hame ladkiya hamesha ek dari sehmi or char diwari mai ghar ke kanm karne vali hi reh jayegi, muje lagta hai hamre desh mai abhi hi ehsa hai ladkiyo ke liye jabki mai manati hu vo bahot kuchh achive kar sakti hai ye mai pure atmvishwash se keh sakti hu, khali unka atmavishwash or unhe samaj ka samna kese karna chahiye ye sikhana chahiye o vo bahot kuch apne live or apne aane vale kal ke liye ek mishal ban sakti hai, ye sari chije mai mehsoos karti hu par muje ye sab dar satat rahe hai to kya karna yadi mai ye soch iye soch kar bethio rahi to mai apni jivan ki achhi chijo ke mayane nahi sikh paung on paungi or ek ladki hi bar kar reh jaungi please help me how to bold and corrageus because mai apne ghar valo ko lakh samjau vo nahi manege muje nahi, or mai apni jidige dai ki ki planning planning kh khua karna chahti hu mene sath hone vale acche or bure kam chant hu per mure bandhan lag raha ki jimedari mai lena chahti hu per muje hai kese ok satik feshia la mujue aphi nge mai bahot kuch karna hai har ek samay ko achhi tarh se ina na mere ander ka vo dar nikaina hai bas muje kese karu, mene apne aaspas bhi apni jesi females & ladkiya dekhi hai ki vo jimedario mai apne sapne ko bhul jati jai to mai nahi chahti ki mera aane vala kal esha ho mai kai sari javabdario ke sath ek mahila hu or mera ek astitva hai ye mai nahi bhulna chahahti or mai sari chijo ko bahut confidently nibhana chahati hu or mai apna khud ka Saman karna chahti hu. Chahe kitni muskeliyo ka samna karna pade mai karungi.


Kya woman's ki success ke sath yadi vo fail hoti hai to use bhi accept karna chahiye kyo ki use jab vo fail hoti hai tab sab ki sabse jyada jaroorat hoti hai. Hamare samaj mai pehle se hi ek woman ko bechari ka roll diya gaya hai may be is hi liye abhi tak apne desh ki nari pichhe hai. Kabhi kabhi muje ye Khayal aata hai ki bas log empowerment ke nam pee bas baate karte hai. Per actual jo story hai vo bahot hi alag hai. 

Comments

Popular posts from this blog

My own home

Gem

Dream 2025